Posts

Kaise chalaye vice city game android phone me

Image
Hello friends Maine apko meri pichhli post me bataya tha ki "kaise download kare vice city game for android" . agar apne vo post nahi padi to pahle vo padiye or vice city game ko download kare . Kaise download kare vice city game for android Kaise chalaye vice city game  1).  Sabse pahle apko unknown sources ko on karna hoga . uske liye  setting me jaaye Security me jaaye or "unknown sources" ke option ko on karde 2).  Ab jo apne 2 file download ki thi 7 MB or 1.38 GB ki, usme 7 MB waali apk file hai use install karle . or jo dusri 1.38 GB ki file hai vah install nahi hogi hume us file ko kahi paste karna hai . ap apne android phone ke file explorer ko open kare or apko vaha android naam ka folder milega . Use open kare vaha apko 2 or folder milenge . DATA OBB Ab ap obb option me jaye , agar obb option nahi hai to ap obb naam ka folder create karde . obb folder me jaane ke baad apko yaha ek or folder banana hoga or vo hai.

Kaise download kare vice city game for android

Image
Hello friends Agar ap Rockstar games ke deewane hai to aapne vice city game ka naam to suna hi hoga ya khela bhi hoga  , vice city game ek popular game hai jise America me Rockstar company ne banaya hai . Aapne vice city game computer me hi khela hoga ya laptop me . Lekin ab ap ye game apne android phone me enjoy kar sakte ho . Games screenshots Agar ap ye game download karna chahate hai to niche diye hue link par click karke vice city game download kar sakte ho . Ye game ka size thoda jyaada hai isliye aap ise WiFi se ya free net service se download kare is game ka size 1.5 GB tak hai . Apko is link par jaakar 2 file download karni jisme ek ka size 7 MB ka hoga or thoda niche dusri file hogi jiska size 1.38 GB hoga use download kar lijiye . Download GTA GTA Vice City Game Download Ab agar apko koi preshaani ho ya kuchh puchhna ho to comments karke puchh sakte ho . Kaise install kare vice city game

Kaise kare android app se ads ko remove

Image
Hello friends Kai baar hum play store se ya kahi or se koi app download karte hai to usme kai ads dikhayi dete hai . or kai ads to bahut gandi hoti hai , agar aap chaahe to in ads ko remove kar sakte ho . uske liye mere bataye hue trike ko apnaye or ads ko remove karde . To chaliye karte hai android app se ads ko remove ?  1).   Sabse pahle apko ye app download karna hoga . Lucky Patcher App Ise ap is link se download kar sakte hai. https://www.luckypatchers.com/download/ Download karne ke baad ise install kare or open kare .  ye kuchh is trah dikhega . Isme ve saare app dikhenge Jo aapne install kar rakhe hai . 2).  Ab ap vo app select kare jisase apko ad remove karna hai . jaise mai opera mini se ad ko remove karunga . us par click kare. 3).  Click karne ke baad apke saamne kuchh option ayenge unme aap " Open Menu Of Patch" par click kare . ab or option ayenge . "Remove Google Ads" par click kare . ab or option ayenge

Kaise kare Facebook log out jab kisi or ke phone ya computer me Facebook log out karna bhul jaaye

Image
Hello friends Kai baar aap apne friends ke ghar par ya kahi par bhi computer me kaam kar ho to aap apna Facebook account jarur open karte honge , or kaam finish karne ke baad jaldbaaji me ap apna Facebook account band karna bhul jaate ho yaani log out karna . Tab aapko ye dar bhi rahta hoga ki kahi koi or apke account ke saath chhedkhaani to nahi kar raha ya uska koi galat istemaal to nahi kar raha . Ye sab baate dimag me aati hai , lekin ab ap gabraay nahi kyonki me aj aapko bataunga ki agar apke saath kabhi aisa ho to aap apne ghar se hi apne Facebook account ko sabhi jagah se log out kar sakte vo bhi sirf ek mint me . To chaliye karte hai sabhi jagah se log out . 1).  Sabse pahle aap apne Facebook ko open kare ( Facebook ko chrom , opera , uc , jaise browser me open kare , Facebook ke browser me nahi kyonki vo usme achhe se kaam nahi karta . 2).  Ab aap setting me jaaye . 3).  Ab security me jaaye . 4).  Ab isme aapko " where you're logged in " ka

Kaise lagaye WhatsApp par bina crop kiye apni full image

Image
Hello friends Hum WhatsApp par photo upload karte hai lekin kai baar photo ko hume crop karna padta hai kyonki WhatsApp par kabhi kabhi puri photo nahi aa paati or aise me hum n chahte hue bhi aadhi photo laga dete hai . lekin aj me apko bataunga ki kaise ap apni image ko bina crop kiye kaise WhatsApp par laga sakte . To chaliye lagate hai WhatsApp par bina crop kiye image ?    1).  Sabse pahle ap ko ek app download karna hoga play store se or vo hai . SquareDroid app Ise download karke install kare . 2).  Ab is app ko open kare , isme kuchh option aayenge jaise - pick a photo    ,    take a photo    ,    setting and disable ads ,     ab inme se pick a photo ko select kare or gallery me se vo photo select karo jise aap pure aakar me DP banana chahte ho . 3).  Iske baad aap us photo ko set karke save karde . 4).  Ab gallery me vo save image dikh jaayegi ab ap use WhatsApp par laga sakte hai vah puri image ayegi . Ye post apko kaisi lagi apni ray jar

Kaise kare android phone me Recycle Bin add

Image
Hello friends Recycle Bin ke baare me to sabhi jaante hi honge . yadi ap computer user hai to apko pata hi hoga ki jab bhi ap koi file delete karte hai to vah sabse pahle Recycle Bin me jaati hai . agar aapne galti se koi file delete kar di hai to ap recycle bin me jaakar use restore kar sakte hai . computer me ye feature inbuilt hota hai . par ap chahe to apne android phone me bhi recycle bin add kar sakte hai . Ye bahut saral hai . 1).  Sabse pahle ap play store se ye app download kare . Dumpster App 2). Ise install kare or open kare . 3).  Ab app me apse puchha jaayega ki aapne kon kon se apps ko secure rakhna hai hai . aap all ko select kare jisase aapka saara data safe rahega or uske baad next button par click kare . ab agar galti se koi file delete ho jaaye to app use file ko restore kar sakte hai . Agar koi preshaani hai to comment karke puchh sakte hai . Ye post apko kaisi lagi apni ray jarur de                     Hello friends Mera na

Kaise kare android phone ko root

Image
Android Phone Ko Root Kaise kare? आज मै आपको अपने phone को computer के साथ और computer के बिना कैसे root किया जाता है इन दोनो के बारे में बताउंगा जिससे आप अपने phone को आसानी से root कर सकते हैं. सबसे पहले हम जानेगे की root kaise kare. Android Mobile Ko Root Kaise Kare without PC Android को root करने के लिए हमें computer की जरुरत पड़ती है लेकिन जिसके पास computer नहीं है वो अपने phone को root करने के लिए android root applications का इस्तेमाल कर सकते हैं. अपने phone को root करने के लिए बहुत सारे applications internet पर मौजूद है जो आपको Google Play Store से आसानी से मिल जायेंगे. मै आपको यहाँ 5 best Android rooting apps के बारे में बताउंगा जिसके मदद से आप अपने phone को आसानी से root कर पाएंगे. Android Smartphone को Root Kaise Kare जानने से पहले कुछ जरुरी जानकारी अपने phone को root करने से पहले उसमे 50 % तक charge जरुर रखें ताकि rooting के process के बिच आपके mobile की battery ख़तम न हो जाये. अपने phone के सभी data और files जैसे contacts, music, photos, video, apps