Kaise kare android phone me Recycle Bin add




Hello friends


Recycle Bin ke baare me to sabhi jaante hi honge . yadi ap computer user hai to apko pata hi hoga ki jab bhi ap koi file delete karte hai to vah sabse pahle Recycle Bin me jaati hai . agar aapne galti se koi file delete kar di hai to ap recycle bin me jaakar use restore kar sakte hai . computer me ye feature inbuilt hota hai . par ap chahe to apne android phone me bhi recycle bin add kar sakte hai .

Ye bahut saral hai .


1).  Sabse pahle ap play store se ye app download kare .

Dumpster App




2). Ise install kare or open kare .


3).  Ab app me apse puchha jaayega ki aapne kon kon se apps ko secure rakhna hai hai . aap all ko select kare jisase aapka saara data safe rahega or uske baad next button par click kare . ab agar galti se koi file delete ho jaaye to app use file ko restore kar sakte hai .



Agar koi preshaani hai to comment karke puchh sakte hai .

Ye post apko kaisi lagi apni ray jarur de




                    Hello friends
Mera naam *ashish Kumar* or mai koi professional blogger nahi hu par meri soch isase bhi uper hai . ap mere blog se Jude rahe mai apko aisi or jaankari bhi deta rahunga .


                   ***thanks***

Comments

Popular posts from this blog

Kaise kare android app se ads ko remove

Kaise lagaye WhatsApp par bina crop kiye apni full image