Kaise kare android app se ads ko remove


Hello friends

Kai baar hum play store se ya kahi or se koi app download karte hai to usme kai ads dikhayi dete hai . or kai ads to bahut gandi hoti hai , agar aap chaahe to in ads ko remove kar sakte ho . uske liye mere bataye hue trike ko apnaye or ads ko remove karde .

To chaliye karte hai android app se ads ko remove ? 


1).  Sabse pahle apko ye app download karna hoga .

Lucky Patcher App

Ise ap is link se download kar sakte hai.

https://www.luckypatchers.com/download/


Download karne ke baad ise install kare or open kare .
 ye kuchh is trah dikhega .


Isme ve saare app dikhenge Jo aapne install kar rakhe hai .

2).  Ab ap vo app select kare jisase apko ad remove karna hai . jaise mai opera mini se ad ko remove karunga . us par click kare.





3).  Click karne ke baad apke saamne kuchh option ayenge unme aap " Open Menu Of Patch" par click kare . ab or option ayenge .






"Remove Google Ads" par click kare . ab or option ayenge .







"Patch to remove Google ads" par click kare . ab or option ayenge .





Yaha apko kuchh nahi karna bas "apply" kardo .

Ab "patching process" start ho jayegi .





Process puri ho jaane ke baad ye aapko "success" ka massage dikha de ga .
Ab apke app se ad remove ho chuka hai.






Ye post apko kaisi lagi apni ray jarur de



                     Hello friends
Mera naam *ashish Kumar* hai or mai koi professional blogger nahi hu par meri soch isase bhi uper hai . ap mere blog se Jude rahe mai apko aisi or jaankari bhi deta rahunga .


                     ***thanks***

Comments

Popular posts from this blog

Kaise lagaye WhatsApp par bina crop kiye apni full image

Kaise kare android phone me Recycle Bin add